Hello,dosto
aksar hum kabhi bahar ghumne ke liye,party ke liye ya fir kisi karyakram me
jaate hai to kabhi aisa ho jaata hai ki aap mobile wahi bhul jaate hai,kabhi
kisi ke ghar me,ya office me,restorent/hotal me ya fir bike chelate samy apne
pocket me se gir jaata hai.or jab mobile ka dhyan aya to log mobile dhundne
lagte hai lekin mobile kahi milta nahi,
Par doston
ghabraiye mat mai apke liye kuch trick laya hu jinhe follow kar aap apna mobile
google maps pe trace kar sakte hai,aap khud hi pata laga sakte hai ki apka
mobile kis area me hai ye trick har kisi mobile rakhne wale ko aani hi chahiye,to
fir chaliye jante hai hi kaise kare apne phone ki location ko trace..
Google
maps pe apne mobile ki location kaise pata kare
doston apko mobile ki location pata karne ke liye in chijo ki
jarurat hai
1.
PC/laptop
2.
Internet
· Agar apka mobile kho gaya hai ya
chori ho gaya hai toh
· Sabse pahle aap apna PC/LAPTOP open
kar internet chalu kare
· Ab gmail open kar usme apni gmail
id login kare jo apke khoye hue mobile me available hai.
Note : Sirf
wahi gmail id dale jo apke google play store me hai.
· fir new page me aap find my phone ko sarch
kare.
· Kuch second me aapka mobile trace ho
jayega
· Or mobile jaha hai us area ki
location batayega
· 11-12 metrs ke dayre me blue area
dikhega jaha apka mobile hai
Otherwise apka mobile trace nahi ho
payega.
· Google maps pe apko niche me ring ka
option dikhega
· Aap us button pr click kare uske baad apka mobile zor zor se bajne lagega
· Agar wo silent par raha toh bhi bajne lagega
· lagega agar aap chahe to side option me jakar mobile ka data ereas bhi kar sakte hai.
In chijo ko follow kar aap apna
mobile trace kar sakte hai
Aisi aur intresting tricks janne ke
liye like kare hamare facebook page par
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.