Planning Se Jiyenge to Rahenge Tention Free

 Life mai planning nahi ho to insan out of control ho jayega.isliye management or planing dono hi hai jaruri hai ,tabhi tentin free raha ja skta hai uske liye jaruri nahi ki hum paise kharch kare sirf apko in 3-4 batoh ka dhyan rakhna hai…toh fir kaise jiye tention free.. 

Ø  Sare deta or documents jama kar le….
     Aapke aas sal bbar ki jitani bhi recept,records or finciyal documents hai,unhe ek cereyas types tarike se aapne pass jama kar le……. Bijali ke bil,phon ke bil ya fir is sal kharide gaye kuch mahange products aadhi ke kagjat ko ek jagah rakhe…aisa krne se aapko dhang se andaja lag jayega ki is sal kitne paise aapne in chijo mai kharch kiye hai.
      Sath hi aapko is bat ka bhi jawab mil jayega ki ky aap log issse kam mai bhi yah sare kam nipata sakate the……issse aapmo bachat managenment or bachat mai madat milegi.

Ø  Apne kharch ki samisha kare.

Isse bad aap check kre ki aap kitane kharch ki ummmid kar rahi thi..or vastav mai khrch itna kiya.un kharcho ko inalaij kare jo aapki ummid se jyada rahe….aisa karne se  aapn 2016 ke bajat ki baitar planning kar payengi…issse sath ki aap yah bhi sunichit kar payengi.ki agle sal aapko kon-kon shi vitttiay galtiya nahi karni hai….darasl hota yah ki hai hum jub hud tak khud is bat ka ihsas nahi karenge Ki kai bar humare khrch faltu ke hote hai or us paise ko hum baitar jagah laga sakte the,tab tak hum baihtar many manager nhi ban payenge..

Ø  Emerjency fund ki samisha kare..

Apne chote or bade vitttiay lakshy ko pane ke liye emerjency fund ko menten karna bahut ki jaruri hai.aise fund aapke is sal ke kisi bhi tarike ke ummmid n kiye jane wale kharcho ke liye madad karte hai.ager aapne apne is fund mai se paise nhi khrch kiye hai to aap agle sal ke bujet mai ise jod kar kisi badi jarurat ko pura kat skte hai…..


Ø  Apne karj ki kare samisha
   
       Subse pahale ek sawal apne aap se puche ki aap filhal kitane tarike ke karaj ke boz tale dabe hai….isse sath ki aapko home loan,kar loan,credit card or personal  loan jaise kitane loan EMI har sal bhatri hoti hai….apni income ko dekhte huye aapko ye bhi sunichit kar lena chaiye ki aap kub tak sare loan chuka payenge.kyuki is tarah ke loan jitani jaidi chuka lenge utna baihtar hai..aane wale sal mai ager aap wakai apna bujat santulit karna chahti hai to in char kamo ke aalawa bhi khrch or bajat planning bahtar kar skati hai……

Post a Comment

0 Comments