Smartphone ko root kaise kare.android & PC method
Hello friends.
Smartphone ko root kaise kare,mobile kaise root kare. aaj mai aapko batane ja raha hu ki
apne smartphone ko root kaise kare.smartphone ko root karna waise achi bat bhi
hai or buri bat bhi hai..smartphone ko hum jabi root.karte hai to usme bahot se changed hote hai.hum jab bhi
apna phone root karte hai to use karne me bahot ji eazy jata hai.hum chahe usko
us tariko se use kar sakte hai.
Waise dosto hum mobile root karke uske OS(opreting system) tak pohch sakte hai.or usme apne hisab se
changing kar sakte hai. example :-apne mobile ka
interface,install app,looking system.hum sub change kar sakte hai.
Kisi bhi work/ya koi bhi hum work karne jate hai to uske
bare me fayde ky hai uske nuksan ky hai.janna bahot hi jaruri
hai.aapki ek galti aapko bahot badhi saja dilva sakti hai..aapka mobile blast bhi ho sakta hai.or WO khrab bhi ho Sakta hai.isliye mei
aapko niche me kuch short me bataunga ki root
karne ke fayde.or nuksan.
Fayde /benefit:-
1.sabse pahale
aapko rooting ka benefit pata krna hai to aap Jan lijiye.aap rooting karke apne
mobile ka interface pura change kar sakte hai.iske relected aap kuch bhi kar sakate hai.
2.boost mobile:-
mobile boost karna achi bat hai.or karna bhi chaiye.him new mobile lete hai to
usme pahale se kuch app installed rahte hai.aap unko uninstall karke internal memory card me copy karke
rakha de.market me aaj dino me aise bahot app hai Jo aapko kuch bhi help de
sakate hai.boost ke bhi aise bahot
app hai.iske jariye mobile ke under tak pouch sakate hai.
3.battery ki
life.:-
aapko jabhi upper bataya ki mobile root karna achi bhi bat hai or
buri bhi.him jb mobile root karnke ko to samjo ki lottryt lag gai.kyu ki aap
apne batary ki life time badha sakte hai.
4.PC speed(process).:-
Mobile root karne se aap apne mobile ki processing high kar
sakte hai.iski speed bhi badha sakate hai.boosting karna bhi acha hai.or root
bhi.
Toh is tarah root ke benefit hai.ab bat karte hai.root karne
per konse nukasan hai.
Nuksan:-
1.warranty :- jaise
Maine uperr bataya ki mobile root karne me douran mobile me under matlb uske
jad tak jakar mobile boost hota hai.fir usme internal lock bhi rahe to boost
ke jariye usko tod sakte hai.aisa karne per apne mobile ki warrenty kam kar sakate hai.
2.mobile ko root
krte samay aapko choti se choti chij ka dyan rakhana hai.ek choti si galti
bahot badi hani pohcha sakati hai.kisi bhi interaction ko follow karne se
pahale dhyn rakhate huye root kare aise bahot
sare nuksan hai.mobile root karne
per.
Uper bataye gaye benefit or nuksan se aapko koi fark nahi
padta ho to aap apna mobile root kar
sakate hai.to chaliye dosto batata hu
mobile root kaise kiya jaye.
Mobile root karne ke 2 tarike
1 pc method
2 mobile method
1.PC method.
Step 1.sabse se pahle aapko apne PC me Kingo
Root softwere download karna hoga.
Step 2.Kingo root
software ko download karke ke bad usko install karna hai.open hone ke badh phone connect kar lijiye.
Step 3.connect karne ke liye aapko USB debugging on karna hai.
Setting = developer
option = USB debugging on kare.
Step -4.uske badh
PC connect ho jayega.fir aapko root karne ka option mila jayega.uske
samne aapko kuch information milti rahegi usko padte jaiye.
Step-5.root per click karne ke badh aapko successful batayega.to
samjo ki aapka smartphone root ho gaya.
Note.;-humne upper
bataya ki apna mobile root karna ye aapki jimmedari hai.isme hum jimmedar nahi
rahenge…aapko isliye Maine kaha tha ki
puri interaction padne ke badhi root karne ka thing karo.
2.Android method.
Maine upper PC per.root karna bataya.per sabke pass laptop
nahi ho sakta ho to.maine aapke liye khas tarika laya hu..WO hai Android mobile se root karna .
Maine iske fayde or
nuksan.bata diye hai.aap ek bar or padh lijiye.
Step1.sabse
pahale.apne android me kingo Root ka application
douwload kare.
Step 2.kingRoot app
download hone ke badh usko install kar de.
Step 3.install
karte samay aapke mo. Ke screen per bade head me install
blogged likh ke aayega uske bad niche me setting likh ke aayega.usko click karna hai.setting me niche unknown resources ke dikhega usko
enabled krna hai.Fir aapka app install ho jayega
Step :-4.kingoroot
install hone ke badh aapko usko open karna hai.fir uske badh root ka.option
aayega uspe click karna hai….
Step :-5.rooting per click karne ke badh rooting ki process
start ho jayegi.or uski process aapko % me dikhai degi.
Is tark aap apnedono method se apna mobile root kar sakte hai.starting se kaita aaya
hu ki pahale purii interaction padh lijiye uske badh hi mobile root kijiye. Or
abhi bhi bata raha hu aapki ek choti so galti bahot bhari ho sakti hai.isliye
jra sawdhani se mobile root kare.
Thanks.
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.