Smartphone Se Virus Kaise Nikale | Mobile Se Virus Scan Kaise Kare.

Smartphone Se Virus Kaise Nikale | Mobile Se Virus Scan Kaise Kare.

Mobile-Se-Virus-Scan-Kaise-Kare-Without-Antivirus-2022

Hello friends
Smartphone se Virus kaise Nikale.Virus Ek Computer Programing hai. Aur  ek Person ne hi banaya hai. Aaj ke jamane Me Sub Logo ke Pass Android Smartphone hai.Aur Iska use bhi Jyada ho raha hai.Laptop ya Computer Me Jo Feature Paye jate hai. Wahi Feature Smartphone me JyadaTar Paye Jate hai.

Hum uni ke feature se Songs,Videos,Movies jaise kahi Files download karte hai.or Download karte Samay humare Mobile me Virus Chala Jata Hai.usi karn se Humara Mobile Slow Work Karta hai, Mobile Use karte Samay Stop ya Hang Hota hai. kabhi kabhi to humara data bhi Removed ho jata hai.ye Jo problems hai.Ye virus ke hai.Jiski Wajah Se me Humara Mobile Kharab ho Jata hai.

Mai Aapko Kuch Simple Tariko se Batana Chahunga ki Mobile Se Virus Scan Kaise Nikale


Smartphone Se Virus Kaise Nikale | Mobile Se Virus Scan Kaise Kare.

Ek Acha Anti-virus App Download karke rakhe

Virus Se Bachane Ke Liye Mobile ke Naye Version Me Antivirus App aa Raha Hai.Aap use Download Kar Sakate Hai.Aapke Mobile Me Aane Wale Virus ko Hatane ka Kam Anti-Virus ka hota hai.Aur ye App Free me hai.Bus Aapko is App ko update karte Rahena  hai.
Aur ho Sake to Daily Scan kar lena chaiye. is tarah se aap Antivirus app use kar sakte hai.

App download karte samay rakhe dyan.

Hum jab bhi koi app download karte hai to humko carefully ke sath app ko download karna hai.kyu ki.hack ka khatra app me raheta hai.to hum jab koi app download karte samah humko humare mobile screen mai ek accept naam ka pop up window ata hai.to aap usko accept kar dete hai.aisa karna matlab aapne hackar ke hat mai apna contact or relected data de diya hai aisa samaj ke chalo.usko accept karna matlb hackar ko invite karna hota hai.aisa samjo.


Bekar ke app delate kar de.

Hum apne mobile mai ek high quality or low quality  ke app mante hi.jaise ki gmail id fb jaisi app ko  high quality app mante hai.photo maker photo editing jaise relected app ko hum low.quality app mante hai .
Iskko.delete kar de.ya uninstall kar de….USSe aapki phone memory bhi khali ho jayegi or.batary ki saving badhegi.


File Sharing se virus.

Aap apna mobile kisi computer ya laptop se connected karne ja rahe hai.to ruk jaiye.pahale iska pata laga le ki us computer mai virus to nahi hai. Hum kisiko ko bhi apni chips(memori card)de dete hai.per dene se pahale pata laga le ki unke mobile virus to nahi hai.

Mobile virus ko ek protection dena bahot hi jaruri hai.kyu ki mobile technology system hai.kabhi bhi kharab ho sakata hai……isliye acha sa antivirus apne mobile mai install kar ke rakh le.

Online  Antivirus Scanner.

Online anti-virus scanner ek jaberdast anti virus hai.kyu ki aapke mobile me virus kitna hai or kaisa hai? iska pata online scanner karta hai.aap aapne us brouser se Google mai search kare online anti virus scanner .open hone ke badh scanner ko install kar dijiye.


Dosto to kaisi lagi humari new post.mobile scanner ke relected ager kuch problems ho to aap comments box mai jarur likh ke bheje.


Post a Comment

0 Comments