Whatsapp succes story.hindi me


Hello dosto.
Aaj Mai Apko Ek motivation story batane jar aha hu jinko facebook company ne job ke liye reject kiya tha.jis whatsapp mai hum din rat dube rahete hai.ha wahi whatsapp .humko pata hona chahiye ki whatsapp kisne banaya .kaise usne apni manjil ko chu liya.

Whatsapp or Facebook aaj dino ke social networking popular hai..aaj lakho karodo whatsapp or fb ke user hai.or har koi banda use krta hai.jiske pass smartphone hai.uske passes whtsapp or fb hona hi chahiye.
Hum din rat whatsapp chalate hai.my aapko pata hai whatsapp kisne banaya..? Kis kis logo ka is me yogdan hai…ky aapko pata hai kitni mehnt lagi hogi is popular site ko banane mai.
To chaliye dosto simple method mai batat hu.
History & onwer

Whatsapp ki suruwat 2009 mai hui thi..or 2016 tak uske karodo user hai.or badhte rahenge.whatsapp ko banane mai 2 logo ka bahot badha yogdan hai.uske nam hai.
1)Jan koum
2)Brian Acton
In dono ka whatsapp banane mai yogdan hai.to hum ek ek karke dono ki history janenge

read :
Jan koum

Jan koum whatsapp ke CEO and chairman of founder whatsapp ke.jan koum American internet  programmer hai.unko bachpan se hi programming mai interest raha hai. jan koum  18 sal ki age mai hi internet programmer ki aihmiyat hasil ki.koum bahot hi garib paristhiti se gujare hai.unke ghr mai khana khane ke liye kuch bhi nahi rahata tha.unki mother or jan koum jaha muft mai khana milta tha waha line mai khade rehkar bhojan karte the.unki ma saf-safai ka kam karti thi.

Jan koum bahot hi garib the.unhone graduation San José state university se liya.
1997 me koum ne yahoo ke liye infrastructure engineering ka kam kiya .jab koum Ernst& young ke liye security tester ka kam kar rahe the.tb kuch hi dino mai unki mulakat Brian Acton se hui.dono ne ek sath 9 sal tak kam kiya fir unhone yahoo ka kam chod diya.fir unhone Facebook per job aaply kiya per unne reject kiya gaya.
Dono ne 24 February 2009 ko whatapp inc nam ki company California me kholi.us din se whatsapp popular networking ,searching site lunch hui.

Brian Acton 

Acton ka graduation 1994 mai Computer science mai Stanford university se hua hai.Brian Action California ke rahene wale hai.1998 mai unhone yahoo company mai infrastructure engineering ka kam kiya tha.

Unhone . com company open ki thi.per unko us business’s mai karodo rupee ka nuksan hua .unke karodo ruppeee dub gaye.fir bhi unhone aapne life ki jang se har nahi Mani or dusri bar or try kiya.
Jab Acton Ernst & young  ke liye security tester ka kam rahe  the tab unki mulakat jan koum se hui.dono be ek sath yaahoo ko choda….unhone Facebook per job apply bhi kiya per unko reject kiya gaya..dono ek sath us parithito se gujre jin paristhiti se  koi gujra nahi hoga..dono hi engineering programming the.unhono whatsapp app ka Norman kiya or aaj takriban karodo log uski ussser hai.

jab ye bat Facebook ceo-co founder mark zuckerberg  pata chali unhi ne unko job ke liye aaply kiya tha.

Co-founder ,Facebook chairman mark zuckerberg ne $19 bilian dolller me whatsapp ko purchase kar liya.or aaj jan koum or Acton aaj ke dino me sabse amir arabpati me se hai.
Dosto life is game hai.aap koi bhi kam kiniye .ek bar hat mai liya usko pura karke hi dam lo.fir WO koi bhi jib ya kam ho.har nahi manni chahiye.

Koum or acton ko Facebook be reject kiya tha.itni popular site ne Hume reject kiya..is narajgi mai WO rahete to aaj ke dino me arbpati nahi bante.gaye the job dhundne  par ban gaye CEO. batane ka yehi karn hai ki manjil pana ho to har mat mano aage badhte raho.

I hope aapko ye post achi lagi ho….ager aap is post ko share ktna chahte ho anpne friends ya family member ko to jarur share kare.

Post a Comment

0 Comments