Kaise kare khud ko motivate
Namaskar dosto,
Aaj ke dino mai job ki Itni bahut jarurat hai,vahi logo mai us job ko pane ke liye jaruri skils ki kami hai..aksar aisa dekhane
mai aata hai ki kuch logo mai apne subject ka dhyan to hai per kahi na kahi kai
aisi wajah hoti hai…jo unhe apne field
mai bahut acha karne se rokati hai. Ye
log demotiveded hote hai ..to chaliye mai aapko batata hu ki khud ko motived
kiye jaye.
Dar ka samana kare.
Safalta ki kalpana kare.
Jab aap koi interview ke liye ja rahe hai to,to yah soche ki aap kai interview de chuke hai…fir bhale hi vah aap ka pahala interview ho….issse aapka aatmvishwash bana rahega….apnii safalta ko hamesha apne sath lekar chale.
Also Read :
Ye kabhi n soche ki ager selection n hua toh
Jab aap kisi interview ke liye jaye, to apna sreshta dene ki koshish kare.apni kamiyo ko khud per havi n hone de…..jo bhi skils ya zyan aapke pass hai….use baihar dhang se prastut kare.
Clearly bole.
Saf-suthari bat sabhi ko achi lagti hai.sath hi aapki bat spastha or kam shabdho mai honi chahiye
Shant rahe.
Khud ko shant rakhana sikhe..aisa karne se aapka mastik thik tarike se kam karta hai or aap kisi bhi samashya ka samana kar shakte hai…
Negative na Soche
Aise vichar ko man mai kabhi n laye,jo aapke kisi ache kam ko prabhavit kare.jub hum kuch naya karne ja rhe hai hote hai.to akshar dusro se ray lene mai nahi chukate….yaha ray kaisi hoti hai…yah is bat par nirbhar karta hai ki jisse aapne ray li hai.
Also read :
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.