Internet Se Paise Kaise Kamaye - हिंदी में
Hello friends.Aaj Sabko pata hai ki, aaj ki puri duniya Internet pe depend hoti ja rahi hai. Or aaj Sub log Apna Work Internet Pe Leke Ja Rahe Hai Aur Wahi Se Apna Kam Bhi Pura karte hai.
Iska Matlab Ye hua ki Internet ki Hum Logo ko Kitni Jarurat hai.or Aaj Duniya Digital hoti ja rahi hai. Internet sabki Utility ban gaya hai.
To dosto Inhi internet ke jariye aap ghar baithe paise kama sakate hai.ager Aap Ache Writer ho ya Ache Photografer ho. Ya house wife ho, student ho to aap ghar baith kr online internet se paise kama sakate hai.
Student Padai ke sath-sath ye work kar sakte ho.Aap ko Jisme bhi interest ho AgAr wo Topic Maine nahi likha ho to plzzz muze batana na bhule.niche comments box mai apna nam or email likhe bheje.or apna intrested kis chij me hai.hum aapko us site tak jarur pohcha denge.Me aapke comments ka wait karunga.
Aapke pass kuch hatke jankari ya Knowledge ho to unke jariye aap paise kama sakte ho.to chaliye dosto apna time weste na karte huye hum aapko Internet Se Paise Kamane Ke Tips batate hai.
Internet Se Paise Kaise Kamaye | How to Make Money Online - in Hindi
Blogging Se Paise Kamaye
Aaj kal ki Duniya kam se kam Samay me,Jyda Paisa hasil karna chahti hai,isile log kisi bhi had se gujrana chahte hai.Agar Aapke pass sahi talent hai,to aap blogging ka support lekar apne knowledge ko logo tak pohcha sakte hai.isse aapko kuch benefit bhi milega.
Internet ki Duniya me sub kuch hasil kiya ja sakta hai.Online Paise bhi kam se kam samy me kama sakate hai blogging karke.
Blogging Se Paise Kaise Kamaye ?
Advertisement Ek Jabardast Tarika hai Online Internet se Paise kamane ka. Agar Aap Blogging Kar rahe ho to Google AdSense ek Achi Kamai ka jariya hai.
aapko sirf Google Adsense ke Ads Apne Blog/Website me Show karna hota hai. Aur unki Image Video vgere ki jahirat deni hoti hai.unke har ek click per Humko unse Paise milte hai. is tarah Aap Google AdSense ki Madad se aap apne Blog Ya Website se paise kama sakte hai.
Youtube Se Paise Kamaye
Youtube World me Sabse Popular Social site hai.iska Upyog hum Video Dekhne/Sharing karne me istmal karte hai.Aap is Youtube se online paise bhi kama sakte hai, Ya fir Aap chahe to isse business bhi kar shakte hai.
Apko sirf Youtube Par ek Channel banana hoga usme Apka Unic Video (jo video abhi tak Youtube me nahi hoga) Youbtube me daal kar bhi kamai ho shakti he.Jyada view hone per Youtube Apko Paise deta hai.
logo ne use video ko Jyada se Jyada dekha hai karib 15 dino tak toh Youtube apne uper najar rakhta hai, Aur Youtube ye search karega ki kin dino me kitne logo ne is video ko dekha he.
Youtube walo ko apki response achi milne lagegi or followers increse hote huye dikhenge to Youtube khud hi apki Channel Monetization Request Accept kar lega. Or apko achi khasi Income bhi Milti Jayegi.
Ager apki Request Accept Nahi hui to Ghabraye nhi, 2 month ke under Aur try kare. is bar Jarur Accept kar shakta hai.
Apki request accept hone ke bad ap jyada se jyada video use channel me upload kare. aap video upload hone ke bad aap use video ki advertisement kar Paise kama sakte hai.youtube ek bahot hi bada server hai iska use kajiye.
Photo bechakar bhi kar sakte hai kamai.
Bhagwan ne Sabko kuch hatke Talent deke janam diya hai.sab alag alag Mind ka use krte hai.kyu na hum usise releted koi work kare.aur Jabrdast Monthly Income Pa sakte hai.
Agar Aapko
Photography me Intrest hai or aapko achi photo editing bhi karni aati ho,to aap aapki achi
editing ki hui photo Internet pe upload kar sakte hai.or Achi Income pa Sakte
ho. isse aapko Royalty bhi milegi or
achi income bhi ho jayegi.
Ye kuch
niche website di gai hai,jaha per aapni photo bech sakte hai.
Website
Writing Karke Paise Kamaye
Agar Aapko Achi Writing Karni aati hai,Aapko ache books likhne aate honge ,aapko achi story likhni aati hogi.to aap online books likhkar Jabardast Paise kama sakte hai.
Uske sath-sath Aapko Royalty
bhi milegi.Jaise Jaise books ki Dimand badne lagegi,Purchase badhne lagega usi
tarah se Aapke Books ki dimand badne lagegi.Aur Aapko 80% royalty bhi milegi.us books ka name hai. Self Publish Book . Ye kuch niche website di gai
hai jis se aap writing karke paise kama
sakte hai.
Internet Par Online work Karke Kamaye
Aaj ke Jamane me Aise Bahot si site hai.Jo Internet Online Work Provide karti hai or Sabse famous site mai se ye Fiverr site hai.Fiverr ek Aisi site hai jo Apko Grahak(costumer) deti hai.Jais ki Apko Koi Skill Aati Ho to Aap Uss Skill ke Bare me Fiverr Par ID bana lo,Jis kisi Specific Person ko Wo Kam Karna Hai,Wo apko us ID ke jariye Contact karega.Aur Apse Kam karvayega.Uske Paise bhi dega.
Agar Apko Bhi Koi Skill Ati Ho To Aap Fiverr me ID Banakar Freelancing Ka kam Kar sakte ho.
Online Teaching Karke Kamai Kare
Is Post me ye Sabse Jabardast tarika hai. Internet se Paise kamane ka,Aapki study ho gai ho to Aapko koi Interesting subject hoga. Uski online teachings leke achi income pa sakte ho. Bus aapko sifr us website per Register Karna hai.or apne bare me Information bharni hai.
Website
Stort.st se Paise Kamaye
Aapke pass
kuch ache video ya fir Site Jiska URL/ Link
ho jo aap aapne friend ko Link share karte ho.Ager uski hi Short link taiyar
karke apne friend ko bhejne per badle me aapko uski kuch royalty milti hai.
Mai Aapko Example Deta hu.
Ye dekhne me Short hai or ye Aap Short link share karo or Jitney bhi lok isper click karenge to usse aapko royalty milegi matlb aap paise kamayenge.
Whatsaap,Youtube,Facebook Jaise site Par bhi Page bana sakate hai.isse apko kuch benefit bhi milega or usske pass Aapki royalty bhi bani rahegi.
Purane samain / kapde bechkar kamai.
Humare ghar me aise kuch samain
rahete hai,Jinko bechkar hum achi khasi kamai kar sakate hai.Jaise humare pass
Android mobile ho,to aap uski advertisement de sakte hai.
Sirf aapko us samain
ki ek photo nikal ni hai.or niche bataye gaye site pe upload karni hai.or uske
sath apna name or number dalna na bhule.
Conclusion
Toh Dosto Kaisi lagi apko hamari ye Online paise kaise kamaye se related Post.Aisi bahot sari website market me
available hai.jiskr jariye aap online internet paisa kama sakte hai.iske relected apko kuch comments deni ho to
aap niche comment box me de sakte hai.Post agar Achhi Lagi Ho to Share karna na Bhule.Thank you..
Also Read :
- Android phone se paise kaise kamaye /top secrets-Hindi tips
- Idea me free internet kaise chalaye / top secrets in hindi
- Mobile ko Kaise Hack Kare ?
- Whatsapp Chating ko kaise Rakhe Private / Personal
- Smartphone ka Pattern lock kaise khole
- Google me mobile ki location kaise trace kare
- Android ke apps computer mai install kare / chalaye tips in hindi
- Youtube se video kaise download kare without any software
- Ek smartphone me 2,whatsapp kaise chalaye.tips in hindi
- QR code Kya hai aur ye kaise kam karta hai
- Corona virus/covid-19 ke bare me Puri jankari
- Cyber crime Kya hota hai ?
2 Comments
अपने फ्रेंड का आईडी कैसे हैक करें
ReplyDelete
ReplyDeleteaap bahut accha likhte hai mai aapke sabhi blog ko padta ho aap acchi jankari dete hai
Deleted Photos(image) को Recover करें?
मोबाईल फोन मे विडिओ रिंगटोन लगाए
मोबाईल फोन मे विडिओ रिंगटोन लगाए
Please do not enter any spam link in the comment box.