Idea me free internet kaise chalaye | Free Internet In smartphone top secrets in hindi

Idea Me Free Internet Kaise Chalaye?

Hello dosto.

Idea sim toh Ab har kisi ke Pass Available hogi. kyu ki Sim ka Network Ab har Jagah Per hai. Aur Ye Company ki sim Sabse acha offer bhi Provide karti hai. data Plan bhi Acha Rahta hai. call Rate ke liye bhi achi hai.Aur ye Sim kharidne me bahot sasti bhi hai. India ke har state me Available hai.

idea-me-free-internet-kaise-chalaye-latest-trick 
Agar Aapke Pass Simple sa Mobile hai, ya Smartphone,windows Ya Fir Iphone Toh Aap apne mobile me idea sim ka istemal karke free me Internet Chala Sakte hai. Idea me fre net chalane ke liye 3 trick hai.mai hope karta hu ki ye trick apke liye bohut useful rahegi.to chaliye jante hai ki idea me free internet kaise chalaye.

Idea Me Free Internet Kaise Chalaye.

Idea Sim me Internet Chaale ka Simple funda. 

  1. Sabse Pahle ##00 Code ko Dial kare.
  2. And Apko Jo bhi Response mile usko follow krte ja na hai.          
  3. is Pack ko only 7 dino me ek bar use kar sakate hai. validity 2 days.
  4.  20mb data aaya hai to call cut kijiye.
Aapke Sim me 20mb data mil gaya hai.jisko aap 2 din tak chala Sakate hai.

Also Read :
Idea me free internet use krne se Pahale Aapko play store me se Hammar VPN Apps Download karna hai. 
Uske Bad Open karke login kare. ab kuch step follow kro.

1.Sabse Pahale Aap Hammar VPN app Download kare.

hammer VPN app download karne ke liye yaha click kare

2.Uske bad Aap hammer VPN app install kar log in kar le.

3.Ab aapko Lport /Report ki setting krni hai.

4.Lport.-53895/48412/55188

5.Report-0

6.Ab Aapko Network Protocol me UDP set kare.

7. Abhi app Net Chala ke Dekhiye. Aapke Idea Sim me Internet free mil gaya hai.

8.100 MB Daily ka data free milega.

9.iske liye Apne mobile me 0.00 balance rakhe.

Also Read

Proxy se free internet kaise chalaye.

Dosto ye Jo app hai proxy .ye kuch kuch States me hi kam kar raha hai….or isse jariye lok jude hai.or lakho karodo kama rahe hai.

Ye kuch States me hi Proxy chal raha hai.agar ye app aapke State me work kar raha hai to aap jarur iska fayda uthaye.

Idea sim me Proxy internet Chalane ke liye kya chaiye.

1.       Sabse pahale aapke pass 2G/ 3G /4G enabled sim honi chaiye.

2.       Aur sim me 0 balance hona chahiye.

Proxy net kaise use kare.

1.sabse pahale aap apne phone ki setting
 me jaye.
2.setting me aapko Access Point setting = more= cellular network =access point names(APN/ VPN) = idea sim

Ab niche me new create per click karke. information Dale.
  1. apna account neme dale.:-idea internet.
  2. apna access point internet kare.
  3. APN type dale.-default .WAP
  4. proxy :-186.149. 156.119.
  5. port :- 80 hi dale.
 Is setting ko puri hone ke badh save kar de. Aur mobile switch of karke try on kre. uske bad Apna Mobile Data on kare. Aur net ko full enjoy kare or  maje uthaye.

Aap idea free internet kisi bhi smart phone me use kr sakate hai.sabhi States me available hai.

Also Read


Apne PC me connect karne ke liye ye kre.

idea me free internet ke liye idea browser me jaye.network setting me jakar ye dale.
 Ager dosto ye proxy kam nahi kar rahe to.ye dale :-73.3.167.40
Ya 111.93.115.205.

Idea me free net chalane Ke kuch tips.(New Method)

Dosto. Agar upper bataye gaye.VPN tips or Proxy tips tumhare state me ya City me app work nahi kar rahe hai Toh Ghabraye mat me aapko ek jabardast funda batata hu.

  Aap Niche bataye gaye tips follow karo.

1.sabse pahale sms me jakar type kajiye PORT Aur space de kar Mobile no. Dalkar 1909 Per send kar de.

2.Example aapka no hai. ******3972 Toh Msg me jakar type kare PORT******3972 Aur 1909 per sent kar de.

 3.Msg send hone per aapko ek msg ayega. agar msg nahi aaya to smjho apne kahi pe to mistake ki hai. us msg me UPC code hoga.(free internet ke liye ye msg aana bahot hi jaruri jai.)

4.Jab ye msg aayega to aapko 24hours ya 72hours me customer care ka call aayega.

5. Wah aapse puchenge  ki port karne ka karn ky hai. aap kyu sim port karna chahte hai.

6. To aapko bolna hai ki aapki sim ka Recharge Amount cost bahot jyada hai. Aur isse sasta muze dusri sim de raha hai. Woh bhi kuch Offers free me de rahe hai.

7.customers care wala aapse Jo Jo sawal puchega uska Ans dete jao.

8.bad me wo kahenge ki Thik hai mai aapka net 1 ya 3 month ke liye free kar deta hu. bus ho gaya aapka kam. ab Aap Internet chalu kr dijiye.

यह भी पढे :- 

 1 Rs me 1 GB data free .

Dosto aapke liye me ek Jabardast offer laya hu. Aur Woh hai 1 GB data free me.

1.sabse pahle aap My Idea Applications Download kare.

2. Apps ko install karke open kare.

3.my idea Aap me register kar Le.

Note:- Jis sim me Data lena chahte ho.usi number se Register kare.

4.account create hone ke badh aapko apps ke under ek banner milega .

5.usppe aapko 1Rs me 1 GB data dikhega Uske uper click kare.

6.uske badh aapko coupon code APP1 use Karna hai.

7.Ab Aap 1 rs ka payment ATM se ya debit card se kar sakte hai.

Note: Yah Offer sirf One time ke Liye Rahati Hai.

100MB se 1 GB tak data.

Toh Dosto Humne Apko Aaj 1 nhi 2 nhi Pure 5 alag alag Tarike bataye hai. Jisase Aap Free Internet Use Kar sakte hai.Agar apko ye post achi lagi ho to aap share jarur kare aur kuch problem aa rahi ho to comment jarur kare.

और भी पढे:- 

Post a Comment

4 Comments

Please do not enter any spam link in the comment box.