QR Code Kya Hai | QR Code Kaise Banaye In Hindi 2022

QR code Kya hai aur | QR code kaise Banaye ? In Hindi 2022

QR-Code-Kya-Hai-QR-Code-Kaise-Banaye-In-Hindi


Namskar dosto
          QR code Kya hai aur  QR code kaise kam karta hai ? Aaj mai apko aisi chij ke bare me batane ja raha hu jo aajkal  bahut chal rahi hai. Jiska crezz itna ho gaya hai ki har ek chij ke liye iska istmal ho raha hai.
jaise (Internet Sharing / Data Shairing / Money Transfer and others).

Dosto Sab Log QR CODE use to karte hai lekin yah kam kaise karta hai ye kuch logo ko hi pata hogaDosto aaj mai apko Hindi me QR code ke bare me batane jar aha hu, ki QR code kya hai aur yah kaise kam karta hai.

 
          Upar lagi Image ko dekhte hi apko pata laga hoga ki aapne ise kisi Petrol Pump par Petrol/Disel bharvane ke liye ya fir shoping mall par bill payment karne ke liye dekha hi hoga. Chhote squre shaped box  me kuch ajibsa dot dot wala pattern dekta hai and am sure aapne use bhi kiya hoga

apke man me ye sawal bhi aya hoga ki asal me yeh kya hai aur ye work kaise karta hoga? Isse kya hota hai? Apne dekha hoga ki bade bade brand ke ADVERTISEMENT, BILL BOARD , FLYERS, APPLE , ANY POSTER ya fir product inke upper Q.R CODE ka SYMBOL bana hua dikhta hai. 

What Is QR CODE In Hindi ?

Jab aap kisi se ye sawal puchhenge ki QR code hota kya hai? Iska matlab kya hai? Shayad use pata hoga to wo bata bhi dega.! Lekin aap jante hai ki is post ko Padhne ke bad apke man ka sawal apko mil jayega, aur apko QR code ke bare me puri jankari bhi mill jayegi, toh chaliye jante hai ki akhir QR code hota kya hai aur kam kaise karta hai.


Q.R CODE Kya hai ? Q.R CODE Full Form in Hindi


        QR CODE ka matlab hota hai QUECK RESPONES (जल्द प्रतिक्रिया) Fast Answer kaha jata hai. Ise fast work karne ke liye banaya gaya hai yah squre box ki shape me hota hai.
Aap QR code ko dekhte hai toh apko box shape ke bahri satah par 3 alag alg dot dikhai denge aur bich-bich me har QR code ke andar kuch Ajibsa design bana hua hai jiske andar information store rahti hai.

Q.R CODE kaise bana ?


QR code Ko sabse pahle japan ki ek company DENSO WAVE dwara kiya gaya tha.. jise automobile company ke liye banaya gaya tha. Is barcode se manufacturing ke samay gadiyo ki tracking hoti thi.

Q.R CODE ko hum kisi bhi Q.R CODE wali website se free mai banva sakte hai..aage mai aapko bataunga ki Q.R  code create kaise karte hai. 

Aaj badhati technology me iska upyog (use) har jagah kiya ja raha hai . jisme chote se lekar badhe business man  ke liye faydemand saabit ho raha hai. Marketing se lekar Advertisement ,Education, Business, any field me iska istemal ho raha hai.our teji se badh raha hai.


Also read :




TYPES OF Q.R CODE    

  • CERTIFICATE & DEGREE
  • URL
  • SMS
  • LOCATION
  • BUSINESS CARD
  • MOBILE APP DOWNLOADING
  • SOCIAL NETWORK

1         

          CERTIFICATE & DERGREE 

QR-Code-Kya-Hai--QR-Code-Kaise-Kam-Karta-Hai-In-Hindi


Aap Dekh Rahe Honge ki Education Field Me Certificate banana Ya kisi Bhi Person ko Degree de dena to ye Galt kaam band karne ke liye.Ab Certificate ho ya Degree har Jagah Q.R CODE Symbol use hota hai.

URL

QR-Code-Kya-Hai--QR-Code-Kaise-Kam-Karta-Hai-In-Hindi


Is Type ke Q.R CODE scan karne ke badh aapko siddha URL me save WEBSITE ke Address Per le Jata hai.

SMS (Short Message Service) 

QR-Code-Kya-Hai--QR-Code-Kaise-Kam-Karta-Hai-In-Hindi


Is Type ke QR CODE me Aapki Content SMS user ka number SAVE hota hai.SCANNING ke baad SMS Jise Bhejna hai uska Number Aur Contact AUTOMATIC aa jata hai. Aapko Sirf Conform Karke Bhejna hai. 

LOCATION 

QR-Code-Kya-Hai--QR-Code-Kaise-Kam-Karta-Hai-In-Hindi



Is Type ke Q.R CODE me kisi LOCATION ka Anshash our Reshansh SAVE hota hai.. SCANNING ke badh aap apne mobile app se sidhe IS LACATION ko dekh shakate hai.

BUSINESS CARD 

QR-Code-Kya-Hai--QR-Code-Kaise-Kam-Karta-Hai-In-Hindi



Is Type ke business Q.R CODE ko scan karne ke badh isme save details, jaise name/address/mobile no/e-mail. ye sub apne mobile me save ho jata hai…


DOWNLOAD MOBILE APP

QR-Code-Kya-Hai--QR-Code-Kaise-Kam-Karta-Hai-In-Hindi

                                                                                                                                  

        is Type ke Q.R CODE ko scan karne ke bad aap sidhe APP download ke                  Address par Ja sakte hai        

          SOCIAL NETWORK  

QR-Code-Kya-Hai--QR-Code-Kaise-Kam-Karta-Hai-In-Hindi


           FACEBOOK ho ya INSTAGRAM kishi bhi social networking ke liye aap                  Q.R CODE ko scanning krke aap siddha uske page  per ja sakte hai.

QR CODE kaise banaye ? in Hindi

Sabse Pahle Google Search me jaye Aur QR CODE Generator Search kare.


QR-Code-Kya-Hai-QR-Code-Kaise-Banaye-In-Hindi2
uneefree.com

Sabse Pahle Number Par Jo Website Khulegi Usko Open Kare.Aapke samne kuch Aisa Dashboard hoga.

Abhi Aapke Pass Jiska bhi Link Hoga Aap Enter URL Par Paste kar de.

QR-Code-Kya-Hai-QR-Code-Kaise-Banaye-In-Hindi2



Aapka QR Code Generate Ho Jayega.

Aap Usko Download Ya Share Kar Sakte Hai.

Ye QR Code Generator Ekdam Free Hai.Aap Usko Free me use kar sakte hai.

SCANNER APP KE JARIYE SCAN

QR-Code-Kya-Hai--QR-Code-Kaise-Kam-Karta-Hai-In-Hindi



Agar aapke pass ANDROID,IPHONE, Ya BLACKBRERY, jaise smartphone hai to aap BARCODE SCANNER, YA Q.R CODE SCANNER jaise app se SCANN kar sakte hai. SCANNING karna ek dam freee hai.

Humne Ek Naye Post ka QR Code banaya hai. aap ise scan kar new post dekh sakte hai. 



Q.R CODE KO SCAN karne ke liye aapko apne mobile ka camera samne rakhana padega .to camera jaise hi open honga to QR CODE automatic SCANN ho jayega.isme LINK WEBSIDE open hongi jo aapko upper batai gai hai.


QR CODE Ke Fayde In Hindi


1) Q.R CODE ka istmal kisi bhi brand ke liye uski advertise ke liye kiya ja raha hai. Koi bhi aadami lamb-lachak process ki bajay kam samay me jald prakiya(response) choice karna sahi samjata hai .

2) Aap apne wifi (hotspot)  mai bhi Q.R CODE ka USE kar shakte hai ,jaise ki apne friends ko PASSWORD  batane ki bajay use QR CODE se DIRECT CONNECT(scan karke) karva shkate hai.

3) Agar aap dukandar ( ya aapki STORE) hai to aap grahak se QR CODE se SCAN  karke PAYMENT karva shakte hai. 

4) Aap apne  SHAREIT app mai bhi iska istemal (use) kar shakate hai.

5) Instagram ,facebook page ke liye bhi iska use kar shakate hai.kyoki isme aapke facebook page ka LINK honga .jab koi is Q.R CODE ko SCAN  karega to vo direct facebook par pahuch jayega.

6) Aap apni VISITING CARD me bhi iska istemal kar sakte hai .


QR CODE ke Nuksan In Hindi


Aapko iske fayde to pata chal gaye honge, lekin iske kuch nuksan bhi aapko bata deta hu.!
Agar samjho koi HACKER aapke MOBILE ko HACK  karana chahe to vo koi HACKING CODE ko Q.R mai create karke aapse scan karva shakata hai. Kyoki USKE Q.R CODE ko SCAN  karke aapke mobile mai bhi virus bhi aa sakta hai.Jinse HACKER ko HACK karne me deri nahi lagegi..to jab bhi aap koi Q.R CODE SCAN karte ho to trusted (विश्वसनीय) sources se hi SCAN KARLE.


TO DOSTO KAISI LAGI HAMARI YE POST. AAPKO ISKE BARE KUCH PUCHNA HO TO AAP BINDAAS PUCH SAKTE HAI.MAI AAPKE DOUT CLEAR KARNE KA PRAYAS KARUNGA. AAPKO YE JANKARI ACHHI LAGI HO TO AAP APNE FRIENDS YA RELETIVE SE SHARE KARNA NA BHULE….THANK YOU..



Post a Comment

1 Comments

Please do not enter any spam link in the comment box.