India Ke Top 10 Sabse Amir Aadami Ki List
Hello dosto. Aap sabhi ka fir se ek bar hamare blog par swagat hai, dosto Aaj hum aapko batane ja rahe hai aise article ke bare jo ki Aaj apke liye sabse mahatatpurn information sabhit hone wali hai.
Pahle Bharat ko sone ke chidiya kahe jane wala desh tha, aur
Aaj bhi kam nahi hai, hamare desh Mai Aaj bhi aise arabapati lok moujud hai.
Jinka amiro ke Top 10 ki list mai naam aata hai Bharat ke
sabse Amir aadmi ke pass $ 823 billion se jyada ka dhan hai.
To dosto aapka amuly Samay barbadh na karte huye aage badhate hai.
Top 10 richest people in india
sabse pahle number pe aate hai Mukesh Ambani.
1. Mukesh Ambani.
uneefree.com |
India ke sabse Amir Aadmi mai No .1 top par koi hoga to wo Mukesh Ambani. Unka birth 19 April 1957 Yaman mai hua . Indian Bussiness ki suruwat unke pita Dhirubhai Ambani se mili.
Mukesh Ambani ek Indian businesses man hai , Aur reliance industries ltd ke chairman ,managing director & largest share holder hai . Aaj bat kare unke net worth ke bare Mai to unki Total sampti $ 85 billion doller ki hai.
Also read :
2.Goutam Adani.
Goutam Adani ka birth 24 June 1962 Ahmadabad gujrat Me hua tha .unke pita ka nam shantilal aur mata ka nam shantiben Adani hai . Goutam Adani Adani group ke chairman aur founder hai.
Adani group Me Koyla Bussiness,oil gas iss sambdhi Bussiness hai .aur bat kare unke network ke bare Me to Aaj total sampati unki $ 61 billion doller hai.
3. Shiv Nadar
uneefree.com |
Shiv Nadar Indian Bussiness man hai .Shiv nadar ji IT field ke udhyogpati hai ..HCL aur shiv nadar ke chairman & founder and managing director hai.unhone 1970 ke time Me HCL ki shuruwat ki thi.aur dhire dhire company ko HARDWARE ke sath-sath IT Udhog ka bada nam diya. Aaj unki net worth $23.5 billion doller ki hai.
4.radhakishan damani
uneefree.com |
Radhakishan Damani ka birth Bikaner ke ek Marwadi family me 1954 me hua tha.radhakishan damani ek Indian investors aur D-Mart ke founder aur chairman hai .
Dmart company Super Market Me kam karti hai jo dealy use able product market Mai bechati hai .unke bharat bhar Mai total 196 store aur 72 city ,11 state Mai available hai .Aaj unki net worth $16.5 billion doller hai .
Also Read :
Youtube kya hai ? Youtube ke bare me puri jankari in hindi full detail 2022
Communication better banaye.or success hasil Kare
Fit Aur Healthy Kaise Rahe killer Tips
Khud Ko Motivate Kaise Kare | Self Motivate
5.Uday Kotak
uneefree.com |
6.laxmi Mittal
uneefree.com |
7.Kumar Birla
uneefree.com |
Kumar Mangalam Birla Indian family se bilong karte hai unka birth 14 June 1967 Me hua .kunar Birla Aditya Birla group ke chairman hai.Aaj aditya Birla ek Indian billionaire industrialist Mai aati hai.
Aaj bat kare unki net worth ke bare Me to unki networth $ 13.30 billion doller hai.
8.cyrus s poonawala
uneefree.com |
Cyrus S.Poonawala ek Indian Parsi Businessman hai.Cyrus poonawala group ke chairman hai. Serum institute of India , medicine ke sambdhi kam karti hai .Indian byotech company vaccine manufacturers karti hai .jo aaj ke time me COVID-19 par kam kar rahi hai.
Aaj bat kare unke net worth ki to Aaj unki total networth $12.7 billion dolller hai.
9.Dilip shanghavi
uneefree.com |
Dilip shanghavi ka birth 01 October 1955 Mai hua .Dilip shanghavi ek Indian billionaire Bussiness man hai.
Dilip Sanghavi Pharma company ke Malik hai . Dilip Sanghvi aapne jain darma ke karn shakahari rahe hai.indian government ne unhe 2016 me Padma Shri award se sammanit kiya tha .Aaj unki net worth $12 billion doller hai.
10.Sunil Bharti Mittal & family
uneefree.com |
Sunil Mittal ka birth 23 octomber 1957 Me hua tha. Sunil Mittal ek Indian Bussiness man hai. Bharti enterprices ,international chamber of commerce ke founder & chairman hai.
Mittal company telecom,insurance,real estate,education,malls,hospital all filed Mai kam karti hai..Bharti Airtel bhi Aaj second largest telecom company Me se ek hai. Aaj unki net worth $11.10 billion dollar hai.
Wordle Game kya hai? wordle game kaise khelte hai? full information in Hindi 2022
ई-श्रम कार्ड क्या है ? श्रमिक कार्ड kaise banaye? E-shram Card Apply Online 2022
Top 5 best smartwatch under Rs.5000 in 2022
Top 5 Video Editing Apps For Android without watermark
QR code Kya hai aur ye kaise kam karta hai
Corona virus/covid-19 ke bare me Puri jankari
Apni awaj ko banalo apna password
Kya aap akelapan mahsus kar rahe hai ? toh apnaiye ye tricks
Bina network kaise kare apne mobile se call
Mobile phone ki speed kaise badhaye.simpal tarike
Whatsapp succes story.hindi me Biography
Smartphone ko overheat se kaise bachaye.
Sim ka name address kaise pata Kare
Communication better banaye.or success hasil Kare
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.