Smartphone ko overheat se kaise bachaye.

Smartphone ko Overheating se Bachane ke Simple Tarike in Hindi.

Smartphone-ko-Overheating-se-Bachane-ke-Simple-Tarike-in-Hindi-uneefree
www.uneefree.com

        Smartphone ko overheat se kaise bachaye Aaj humare jivan me Sabse Important and useful koi chiz agar hai to wo humara Smartphone hai. subah se lekar shyam tak hum uska use krte hai. Apne pass Rakhate hai.Image,Video games,Movie,Internet camera capture in sabka use karte hai.isliye to Smartphone humare life ka part kahlate hai.Ye nahi hai to jivan Adhura hai. Aisa Lagne Lagta Hai.

Smartphone ka hum Jitna use karenge utna hi Asar Uske Battery life per Padta hai. Mobile Battery ki problem Sabse major Problem hai. mobile jab overheat hota hai to sabhi electronic Component ko heat karne lagta hai. Apka mobile Jyda Overheating ho raha hai Toh wo Samajhlo CPU ko overheat kr raha hai. 

Smartphone Overheating hona matlab Mobile operating system garam karna hota hai. overhaet hone se mobile blast bhi ho shakta hi.
Ky aap is problem se chutkara pana chahte hai.apne smartphone ko overheating se bachana chahte hai.

To aiye jante hai.WO simple funde.


Ek sath alag alag app ka use na Kate.ek ka use kare.

Ager aap ek sath alg alg app ka use kar rahe ho to ye overheating ka problem ho shakta hai.jarut se jyada applications ka use na kare.ek ka hi kare.kyu ki iska aser CPU  per padta hai..jyda load mobile nahi le shakta.

also read :

smartphone ka pattern lock kaise khole

Internet jayda use na kare.

Lagatar net use karnese se bhi overheating ki problem ho shakti hai.continue net ka use na kare.ager net ka kam ho gaya honga to WiFi ya data  off kar de.
Smartphone operating system mai.electronic functions hai.koi robot nahi Jo 24 hours continue work kar shake.iska example :-aapke upeer dekho na aapko continue work krne ko kahe.aasani se ap 15 20 minutes karenge.badh mai aaram karne ki sochoge na..
Some waisa hi mobile ka samjo.smartphone ki bhi ek capacity hoti hai.ueke upeer ho gaya to WO overheating problem deti hai.

also read :

Google mai mobile ki location kaise trace kare

Phone cover use kare.

Smartphone ki problem se bachne ke liye uske safaty le liye phone cover ka use kare.gorilla Glass’s ka bhi use kare.an bahot kum aise mobile aap dekhenge Jo bina cover walr hai.per jyda bhari nahi hona chahiye.overheat problem ho shati hai.

also read :

smartphone mobile ko hack kaise kare.

Batary ki warranty khatm hone per.

Battery khrab hone per ya tut fut hone per jaldi change kar de.kyu ki battery hi humare mobile ka hissa hai.Battery ki charge power save karti hai.or operating handle karti hai.isliye purani batary vagere use na Kare.new battery use kare.

Charging ke samay mai phone use na kare.

Mobile ke aise diwane ho gaye hai ki.mobile ko charging pe bhi nahi chodte.ager mobile ki battry khtam hone wali hai ya red line aa gai hai.to hum humare importance work krne me liye charging lagake .apna kam karte hai.per charging battty power apna kam kar rahe hai.or proceser apna kam kar rahe hai.dono jub ek sath work karenge to battery power electronic blast hone ka khatra jyada rahta hai.
Charging per kabhi bhi calling nahi karna chahiy,games nahi khelna chahiye,internet se lealated kuch bhi kam nahi karna chahiye.iska bahot badha nuksan bhrna padega.

Games.

Ager aapko game khelna bahot acha lagta hai.games luver hai to ruk jaiye.humare mahenge mobile ko ek games khrab kar deta hai.CPU work nahi karta .games hi humare operating system ko heat karta hai.ager games khelna hai to RAM jyda honi chahiye.
Company charger use Kae. local wala na kare.
Humare mobile mai important work koi karta hoga to WO hai charger.iske liye branded company ka charger use kare.chaina charger use na kare.sasti. chij jaldi dhoka deti hai.

Calling ke samay mai heat hone se.

Aap jab calling karte samay mobile speaker ke pass garm ho raha hoga to mobile ki factory reset marde.factory and reseat data aapko phone backup and restore me mil jayega.ager isse kuch nahi ho raha hai to service center mai jarur dikhaye.

Internal memory bhar Jane per

Overheat ki problem internal bhar Jane par bhi hoti hai.isliye memory ka use kare.or internal ka pura data external mai save kar de.mobile phone memory khali kar de.jitni jyda space utna mobile overheat se bachega.

Restart ya replace.

Mobile ki speed dene ke liye.chote mote malware virus Marne ke liye. 1-2 hours Badh ya  jaise hi samay milta hai mobile restart jarur kare.aise aise kuch aaplication hote hai Jo automatic on hote hai jo restart se off ho jayenge.

Bluetooth, GPRS setting and wife.

Humare mobile mai overheat jagane wala sabse impottnace hai to GPRS setting and Bluetooth hai.ager ye on hinge to turnt band kar de.issse virus a sakte hai.operating ko hani pohchta hai.

Agar apko hamari jankari achhi lagi to share jarur kare

Post a Comment

0 Comments