Top 5 Free Video Editing Apps for Android Without Watermark In Hindi
Hello dosto aap sabhi ka fir se ek baar hamare blog me swagat
hai. Dosto Aaj main aapko batane wala hu 5 aise Free Best video editing apps ke
bare me jo ki Sabse shandar features wale hai. Aur pro editing video app ke sath
sath google play store Par Free me available hai.
uneefree.com |
Best Free video editing Android app konse hai ? Jisse watermark ka Tension Hi kam ho. Hum koi bhi
video Kisi Bhi App Se edit Karte hai Aur apne TikTok, Snapchat, Instagram Ya other Social Media Par Share Karte
hai to us video ka watermark aa Jata hai. Aur hame wahi to nahi chahiye hota hai.
Dosto Play store Par bohot se aise hajaro Apps Aapne dekhe honge Jo achhe rahte hai lekin Paid rahte hai. Aur jo free wale apps rahte hai usme Company Ka Watermark Rahta hai.
isliye apka ye tension Kam Karne Ke Liye hum 5 Free Video editing Apps without watermark ye post laye hai, is post me apko 5 aise apps ke bare batane ja rahe hai jisme watermark nhi ata.
Ye Video editing Apps Bahut superfast hai, aur ye apps apko google play store me bhi mill Jayenge. Toh dosto jante hai Top 5 Video Editing Apps ke bare me.
Best Video Editing App for Android without watermark
VN VIDEO editor Maker
VN Video editor maker ke bare me to main aapko Bata du ki ye ek aisa Application hai jo ki Saare Video editor apps me se ek behtar features wala app hai. na hi isme watermark hai na hi ads. aisa kuch bhi nahi hai.
agar aap vlogger hai beginner hai to vlogging ke video edit krne ke liye app khoj rahe ho to ye sabse Acha app hai.is app ki rating 4.7 hai and review 6,37,059 hai aur is app ko Abhi tak 1crore + logo ne download kiya hai Ab jante hai iske features ke bare me.
Feature :-
Easy:-
- Zoom in /out the outline
- Tap to split , drag , delete , duplicate video clips
- Jab bhi aapko break ki jarurat ho to aap draft save bhi kar shakte hai.
Professional:-
- Multi -layer timeline
- Curve speed
- Green screen
- Keyframe animation & curve
- Mask
- Support project
- Own music
- Mark the music rhythm
- Beats clips
- Free diverse style music
Fantastic video effect:-
- Support changing video speed frety
- More transitors between video footages
- Supper for import LUT filters
Powerful
subtitles tool :-
- Change font , colour, size , of subtitles
- Adjust the subtitle duration
Super Studio
feature :-
- No watermark
- Video cutter
- Video merger
- Add music to video
- Video compressor
- Video rotate
- Video resize
- Video speed controller
- Photo video maker
- Video reverse
- Video filter editor
- Video volume booster
- Video sticker
- Video cover maker
- Video mosaic editor
- Video watermark remover
- Add text to video
Action Director
Action director is naam me hi Action hai. Aap video shoot karke direct edit bhi kar shakte hai .ye feature sirf aur sirf is application me hi hai.is aap ke jariye aap film shooting marrige shoot video Asani se edit kar shakte hai aur sabse alag look apne video ko de shakte hai. Wo bhi ekdam free me .agar bat kare action director app rating ki to 4.5 ratings aur 1,50,812 se jyada review hai.is application ko 1.5 crore + logo ne download kiya hai.matlb is app me kuch to khasiyat hai.to chaliye jante hai features ke bare me.
feature :-
Edit videos:-
- Effect
- Brightness & edit video colour
- Contrast & situation adjustment
- Music Own library
- Trim & cut
- Video filters
- Add text and titles with shadow border
- Animated stickers
- Slow-motion & fast motion
- Background music mix
Share videos :-
- Produce , upload & sharing ultra HD 4 k video social media.
1) You cut video editor & movie maker
You cut video editer ke bare me aapne suna hi hoga sabse hatke aur powerful video editing features app Aaj popular app me se ek hai . You cut app sabse Acha aur free use handle application hai.isme all pro features available hai. Bat kare you cut app ke rating ke bare me to 4.8 ratings hai .Abhi tak is app ko 5crore + logo ne download kiya hai . Bat karte hai iske features ke bare me.
feature :-
- Free video editors
- Video merger & video cutter
- Video splitter& video slicer
- Video speed control
- Photo slideshow maker
- No watermark
- No ads when video editing
- Add music
- Add text
- Filters & glitch effects
- Video colour
- Background change
- Compressor & converter
- Rotate video
- Flip video
- Video cropper
- Share video
1) Vllo – video editor &maker
Ager aap vlogger hai ,aap daily vlog
karte hai to aapke liye ye jabardast application hai.apne vlog ko edit ke sath
sath music , text ,filter bhi add kr shkte hai . Aise is app me features ki koi
kami nahi hai ek se ek badhkar featurs available hai. agar bat bare is app ke
ratings ke bare me to 4.3 rating hai aur 1,05,506 views hai.Abhi
tak is application ko 50 lakh + logo ne download kiya hua hai.
Ab jante hai is app ke featurs ke
bare me.
feature :-
- Fast edit
- Transform
- Overlay video
- Mosaic
- Sound
- Wide choices
- Animation
To
dosto ye 5 Best video editing android apps without watermark.aap jarur
download kriye aur features ka Labh uthaiye. Toh dosto kaisi lagi apko hamari
ye post,is article ke bare me aapko kuch puchna ho to aap comment box me Puchh shakte hai.hum jarur aapki help krenge.iss post ko aap apne doston se share
jarur kare.ho sakta hai ye post aur kisiko kam aa jaye. aise hi article padne
ke liye hamare sath Jude rahe ..
Thank you...
और भी पढे:-
- Wi-Fi hack kaise kare top secret tips in hindi
- Facebook id ko kaise hack kare.-hindi killer tips
- Facebook account permanently delete kaise kare.
- Facebook id ko hacker kaise hack karte hai - Hindi information
- Internet se paise kaise kamaye -hindi tips
- Android ke apps computer mai install kare / chalaye tips in hindi
- Ek smartphone me 2,whatsapp kaise chalaye.tips in hindi
- Idea me free internet kaise chalaye / top secrets in hindi
- Android phone se paise kaise kamaye /top secrets-Hindi tips
- Sim ka name address kaise pata Kare
- Computer ki RAM kaise badhaye
- Youtube se video kaise download kare without any software
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.